Web Hosting Full Information
Agar aap ek blogger hai to yah jaanna behad jaroori hai ki web hosting kya hai aur iski jaroorat kyo hoti hai to is post me ham yahi sab batane wale hai ki web hosting kaha se khareede yani ki best web hosting service.
Buy Now 70% Off - https://www.hostg.xyz/SH70G
To bane rahe aur is post ko poori padhe taki aap sab kuchh achhe se samjh sake.
Web Hosting Kya Hai -
Agar sadharan bhasha me kahe to web hosting ek esi jagah hai jaha par ham apne website ke deta ko store kar sakte hai taki jaroorat padne par ham usko apni website se access kar sake aur ise lene se aapka deta bhi secure rahta hai.
Yah ek prakaar se ek box ke roop me hoti hai jo ki website me jaroorat padne padne par user ko uski jaroorat ke hisab se data pradan karti hai.
Web hosting kitne prakar ki hoti hai
Webhosting ke kafi prakaar hote hai jinme se kuchh ke naam aapko hama batate hai -
1. Shared Hosting
2. Vps Hosting
3. Dedicated Hosting
4. Cloud Hosting
1. Shared Hosting -
Iska simple sa udahran hai jaise koi room hai waha par 10 log hai to wah ek room ka kiraya sabhi log dete hai jisse sabhi ko bahut hi kam paisa dena hota hai.
yah ek esi hosting hoti hai jo ki user ko free me ya phir bahut kam kharach me pradaan ki jati hai lekin yah bahut hi limited access ke sath di jati aur sath hi yah bahut hi kam secure hoti hai.
2. Vps Hosting -
yah ek esi hosting hoti hai jisme ki ek hi building ka ek malik hota hai jo poori building ke kiraye ko akele deta hai jabki building me bahut se room hote hai.
Kahne ka matlab isme kewal ek hi computer system bus hota hai jo ki virtually sabhi ko handle karta hai isse yah kafi jyaada fast aur secure hoti hai.
3. Dedicated Hosting -
Yah ek bahut hi bade achhe ghar jaisa hota hai Jisme kewal aapka hi adhikar hota hai jo bhi aap karna chahe wo apni marji se kar sakte hai.
Iske liye aapko kafi jyada kharch bhi uthana pad sakta hai aur sath hi yah kewal ek hi website ke liye hota hai jisme ki aap photo, video, document ko ek jagah par store kar sakte hai.
4. Cloud Hosting -
Yah ek esi web hosting hai jo ki market me is samay bahut teji se fail rahi hai aur log isko kafi jyaada pasand bhi kar rahe hai.
Isme groups of servers milkar ek sath kam karte hai jisse ki aam user ki website ko achhi speed mil sake.
To dosto agar aap website chalate hai to aapko hosting leni hi chahiye kyoki jab aap ise khareede ge tabhi aap apni website ko secure bana sakte hai.
To dosto iske liye aapko bata de ki is samay hostinger par bahut hi jyaada discount chala raha hai yani ki 70 % se bhi upar to abhi apni webhosting khareede aur shuru ho jaye.
Agar aap is link se khreedege tabhi aapko 70% off milega
Buy Now - https://www.hostg.xyz/SH70G